Saamny Manzil Thi or Peechay Us Ki Aawaaz,
Rukta to Safar jata,
Chalta To Bichar jata
.
.
Maekhana Bhi usi ka tha,
Mahfil Bhi us ki,
Agr peeta to emaan jata,
na peeta to Sanam jata
.
.
Saza aisi mili mujh ko,
zakham aise lage Dil par,
Chupaata to jigar jata,
Sunata to bikhar jata...
No comments:
Post a Comment