Roshni pyaar ki, meray dil'daar ki
.
Hai baahar aafren, lali rukhsaar ki
.
Ham to bas thek hain, to suna paar ki
.
Aik jhalak na mili, teray de'daar ki
.
Bhol paaye na ham, Baat iqraar ki
.
Chand bhi maangaye hai, dil kashi yaar ki
.
Ronqaye ab kahan, teray bazar ki
.
Khenchti hai kashish, aik teray pyaar ki
.
Waah kya shaan hai, teray dar'baar ki
No comments:
Post a Comment