Friday, 29 August 2014

Sadaf Ghori

Teri jafa ka hisaab likh0n, k zakhm dil ka nesaab likh0n
.
Wo tisnagi hai meray jiger mein, sahraab ko bhe aab likh0n
.
Karon agar main kalam tum se, to tum na likh0n jaanaab likh0n
.
Kaein sitaray hein arzo k, main kis kahni ka baab likh0n
.
Kiran kiran ka yahe taqaza, k sab ko main maah'taab likh0n
.
Likh0n adaein sadaf main us ki, yeh jee mein hai aik kitaab likh0n

Book Mohabbat Aankh Mein Gum Hain

No comments:

Post a Comment