Friday, 29 August 2014

Suna Hai Gaon Mein

Suna hai gaon mein phir kisi ki shadi hai
.
Aur har shadi mein wo sanwr k ati hai
.
Beech saheliy0n mein wo ek chaand ka tukra
.
Youn lage jese falaq se pari aai hai
.
Kash k main dekh sakta us kay wo jalway
.
Jab wo balon mein apni ungliyan phirati hai
.
Na jane kaisi ho gi wo sanwarne k baad
.
Jo larki bin sanwre ek pari kehlati hai
.
Suna hai k ek main hi nahe dewana us ka
.
Wo us raat jugnuon ko bhi deewana banati hai

No comments:

Post a Comment