Duaeen hum ne mangi thi maze ghairon nay lote hain
.
Bara mehnga para hum ko sanam tera jawaan hona
.
Veeran se ho k reh gai zindagi meri
.
Dekho kitna mehnga para tera khafa hona
.
Hum se kar k kinara gairon k sath hona
.
Saha nahi jata ab tera yun ruswa hona
.
Main ne chaha tha har dam sath tera
.
Ab dekha nahi jata tera sanam juda hona
No comments:
Post a Comment