Bohat mesaaq hain apni rasaai ham samjhte hain
Qalam qartaas rang-o-roshni ham samjhte hain
Hamare khoon ke har bond se aik shair banta hai
Ghazal mein garam lehjay ke duhaai ham samjhte hain
Hamare mashalat hai ham ne aankhen band rakhe hain
Siyasaat'daan hain be'itnaai ham samjhte hain
Nabi ka wasta de kar khuda se paaye gay janat
Hamare naam kyun hai ye gaadaai ham samjhte hain
Khuda ka suhkaar hai k 60th saal umer mein paaraas
Fakht emaan'daari ke kaamii ham samjhte hain
No comments:
Post a Comment